Re: Non Stop Bait Bazi | | mehfil
kal jinhein choo anhi sakti thi farishtoo'n ki nazar
aaj wo ronaq-e-baazaar nazar aatey hain
merey daaman mein sharaaroo'n ke siwa kuch bhi nahi
aap phooloo'n ke khareedar nazar aatey hain
teri MEHFIL ka bharam rakhjtey hain , so jatey hain
warna yeh log to baidaar nazar aatey hain |