Quote:
|
Originally Posted by cutelibra log
chehre badal badal ker mujhe mil rahe hain log
itna bura salook mere sadgi ke sath |
badal say badla
badla na meray baad bhi mozu-e guftugo
maiN ja chuka hooN phir bhi teri mehfilooN maiN hooN
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak