Quote:
|
Originally Posted by ham wahhhhhhhh
mehfil
mehfil maiN us shakhs kay hotay kaif kahaN say aata hay
pemanay say aaNkhooN maiN ya aaNkhhoN say pemanay maiN |
Mehfil:
uss ki mehfil main ja ker dekh lia
apna sab kuch luta ker dekh lia
lakh samjhayea per na samjhey ga
dil ko phir aazma ker dekh lia