Re: Non Stop Bait Bazi | | Khuwab
meray hamsafar teri nazar hain, meray jazba-e-dil ki shidatain
meray khuwab, meri basaratian, meri dharkanain, meri chahtain
jou teray qadam meray ghar chalain, meray saath shams-o-qamar chalain
teri qurbatoon main samait loon, rah-e-zindagi ki musafatain |