Re: Non Stop Bait Bazi | | dair bohat hi dair tak yaad kiya gaya unhain
waisay palat ke daikhna maira meezaj tha nahi
raat bes ek chiragh ki LO se raha mukalma
subhoo na janay kab hoii kaisay hoii pata nahi
__________________ koii aasaib hey ta'aluq mein
qurb chah ho to fasla ho jaey |