Re: Non Stop Bait Bazi | | Nasir
Nasir kya kehta phirta hai, kuch an suno to behtar hai
deewana hai deewaney ke munh na lago to behtar hai
kaprey badal kar baal bana kar , kahan chaley ho kis ke liye
raat bohat kali hai nasir , ghar mein raho to behtar hai |