Quote:
|
Originally Posted by cutelibra bhool,,,main
main or us ko bhoolon nasir kaise batain ketrte ho
wo sorat to phir sorat hai wo naam bhi piyaara lagta hai |
Naam
Shama jis aag mein jalti hai numaayesh ke liye
ham ussi aag mein chup chaap se jal jaatey hain
jab bhi aata hai mera NAAM terey naam ke saath
janey kyon log merey naam se jal jaatey hain