Quote:
|
Originally Posted by Ankaboot Mohabbat ki bazi wo bazi hai Danish
ke khud HAAR janey ko ji chahta hai
Bazi , mohabbat , ji |
wahhhhhh
bazi
ye bazi ishq ki baazi hay jo chaho laga do dar kesa
gar jeet gaey to kya kehna haray bhi to bazi maat nahi
jeet,dar,ishq
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak