Quote:
|
Originally Posted by ! aik_Thi_Guriya ! aey paina koi word bhi day jati  is k sath sath
khud he select lon
hurf
ik hurf tasalli ka
ik lafz muhabbat ka
khud apnay liye us ne
likha to bohat roya !
wahhhh roya .... muhabbat ... |

3

3
muhabbat
ham muhabbat ko bana kar zeena
RAB kay nazdeek pohunch jatay hain
nazdeek ,ham
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak