Re: ~~~~HEY sey shoro honay walay Ashaar ~~~ | | har tadbeer apni raiygan thari muhabbat main
kisi bhi khuwaab ko tabeer kaa rasta nahi milta
zamanay ko qareenay sey woo apnay sath rakhta hai
mairay leya magar iss ko koi lamha nahi milta
__________________ |