Quote:
|
Originally Posted by chilli_milli aadat
aadat hi bana li hai tum nay to Munir apni ........
jiss shehar main bhi rehna uktaye huway rehna |
apni
apni to manzilain thi tumharay hi naam tak
tum hi pohunch na paey hamaray muqaam tak
__________________
samajajh jata hooN lekin dair say maiN daa'o-pej uskay
woh baazi jeet jata hay meray chaalak honay tak