Re: ~*' Bait Baazi '*~ For The Month Of Novmbr'*~ | | Salam
phool
koi aaj tak na badal saka yeh asool gulshan-e-zeest ka
wohi phool nazr-e-khizaan huwa jisey aitemaad-e-bahaar tha
Allah hafiz
__________________ Yadash Bakahir ham bhi aadi thay dil lagi kay
Ab khwab ki hain batein qissay thay jo kabhi kay |