
08-06-2005, 09:23 AM
|
 | Guest | | | | |
Re: Topic of The Week ........... Pakistan | | Quote: |
Originally Posted by ~voiceless~
yeh watan tumhara hai
tum ho paasbaa'n iss ke
yeh chamann tumhara hai
tum ho nagma gaa'n iss ke
is watan ki mitti mein
khoon hai shaheedo'n ka
arz e paak markaz hai
qoum ki ummeedon ka
ye watan amaanat hai
aur tum ameen logo !!!!
"meer e kaarwan hum thay
rooh e karwaan tum thay
hum to sirf unwaan thay
asal dastaa'n tum thay
ye watan tumhara hai
tum ho paasbaa'n is ke !!!!!!!!!!!!!!!!  | ye watan amaanat hai
aur tum ameen logo !!!!  |