Re: ~****~WORD OF THE WEEK KHUWAB~****~ | | zara si deir ko aatay hein khwaab aankhon me
phir uske baad musalsal azaab aatay hein
zara si deir ko manzar suhaanay lagtay hein
aur uske baad sabhi waid khaanay lagtay hein
__________________ Sehra mein ... Justujoo teree lay aai @};- |