View Single Post
  #41  
Old 08-18-2003, 01:05 PM
shab-e-tanhaee's Avatar
shab-e-tanhaee
Guest
 
Posts: n/a

Tutorials:

Default

mujhay bhi YAAD kerna
un haseen lamhoon main
jab khushian tumharay chehray pe
kiran ban k jhilmilain
duaa k liya haath uthayay un pakeeza lamhaat main
chand duaain meray naam kerna
mujhay YAAD rakhna