Thread
:
Topic of the Week: Yaad
View Single Post
#
8
08-17-2003, 09:56 PM
NainTara
Guest
Posts: n/a
Tutorials:
permalink
Raat yoon dil ko teri khhoi hui yaad aaee
jaisey weeraaney mein chupkay sey bahaar aa jaaey
jaisey sehraaoun mein houley sey chaley baad-e-naseem
jaisey beemaar ko bey-wajha qaraar aa jaaey
NainTara