wa/sallam nain tara ji
bohat acha topic start kia hai ji .wclean
Filhaal aik shair jo mujhay bohat pasand hai
baaqi Inshaa Allah baad main share karuunga
.wclean
Jannay us Shakhs ko kaisa yeh hunar ata hai
Shaam hoti hai to aankhon main utar aata hai
.wclean
take care
Allah hafiz