Re: Topic Of The Week "Yaad" | | Aslaam-O-Alkium! Aek aur gazal word "yaad" se app sub ke lie. umeed ha app ko pasand aye ga. Take Care Allah Hafiz Humesiha khsuh rahein .chigum Ketne Azeeyat se us na muj ko bhulaya ho ga Mare yadoon ne us ko khoob rulaya ho ga Baat be baat ankh us ke jhuke ho ge Us ne chahre ko bazoyon mein phelaya ho ga Socha ho ga us na din mein kahein bar mujhey Naam hatheli pe likh likh ke mitaya ho ga Jahan us na mera zikar suna ho ga kisi se Us ke anhkhoon mein koi ansoo tu aya ho ga |