apni mohabaton ki khudai nadia kar
har be talab ke hath kamai na dia kar
deti ho jab zara si bhi aahat aziyatain
aisi kahmoshion main sunai na dia kar
aata nahi badalna jo andaz-e-dushmani
chehre badal badal ke dikahi na dia kar
nazrain to patharon ko bhi kar jain pash pash
saj dhaj ke bastion main dikahi na dia kar
in mosamon main panchi palat-te nahi farhat
dil ko udasion main rehai na dia kar........
by ; farhat abbas shah. /flower |