View Single Post
  #47  
Old 07-29-2003, 07:27 AM
~Raahi~'s Avatar
~Raahi~
Guest
 
Posts: n/a

Tutorials:

Default

woh yaadein, woh baatein yaad aati hain
jo humtum ne thi saath guzari woh raatein yaad aati hain
woh saanso ki mehak na bhula payengey hum
ab na milney wali woh Kurbatein yaad aati hain
zamana na samajh payega jinko
woh ta umar rehney Wali Chahtein Yaad aati hain
Reply With Quote