"tawaqqau"
jab hawa
dheemey lehjon mein kuch gungunai gi
khwaab aasa,samaat ko choo jaye,to
kya tumhien koi guzri hui baat YAAD aaye gi?
saira
__________________ Sahilon Ki Hawa Kis Qadar Masoom,Kitni Shokh,Kitni Bewafa
Humne Poocha Kaun? To Ghabra Ke Boley Zindagi |