
02-26-2005, 06:21 PM
|
 | Senior Members | | | Join Date: Dec 2004 Location: Dil
Posts: 313
Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 139 | |
Re: Lagta nahin hai jii Mera Uja.De dayaar Mein!! | | Quote: |
Originally Posted by CrazySam lagtaa nahiin hai jii meraa uja.De dayaar mein
kis kii banii hai aalam-e-naa_paayedaar mein
kah do in hasaraton se kahiin aur jaa basein
itanii jagah kahaaN hai dil-e-daaG_daar mein
umr-e-daraaz maaNg kar laaye the chaar din
do arazuu mein kaT gaye do intazaar mein
kitanaa hai bad_nasiib "Zafar" dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar mein | bahut khoob.... yeh gazal meinay pehlay parhi hoi hai... lakin dobra parh kar bahut maza aaya.... thanks for sharing ji.... |