It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on wah wah within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; kabhi narmi kabhi sakhti kabhi ujlat kabhi dair waqt to dost beher haal guzar jata hai lamha lamha nazar ataa ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| kabhi narmi kabhi sakhti kabhi ujlat kabhi dair waqt to dost beher haal guzar jata hai lamha lamha nazar ataa hai kabhi ik ik saal kabhi lamhon ki tarha saal guzar jata hai /iamcoming khuwabon ki tarha tha na khayalon ki tarha tha wo shaks riyazi kay sawalon ki tarha tha uljha hua aisa kay kabhi khul hi na paya suljha hua aisa kay misalon ki tarha tha /artist zindagi kay kuch lamhay hum ne is tor guzaray jana auron say to kia khud say bhi na mil paye aksar jab bhi bichray hawaon ki yaad ne tarpaya rona to chaha magar ro bhi na paye aksar /uff daage dil in ko dikhanay ki kia zaroorat hai hasti aankhon ko rulanay ki kia zaroorat hai jab ye maloom kay mil sakti nahi tabeerain khuwab ankhon mein samanay ki kia zaroorat hai sss/grin1 /happy /grin1 |
|
#7
| |||||
| |||||
| wah wah wah wah wah
__________________ ![]() |