It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on [SOLVED] Apkä Fävourite §hair ya GhàzäL within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Originally posted by ~Sunehri Yaadein~ @Jul 5 2003, 06:20 PM thanks jee nain jee aap bhi to kuch post karena ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [5] |
|
#13
| |||||
| |||||
| Usay Apnay Farda Ki Fiqar Thi, Woh Jo Maira Waqif-E-Hall Tha Woh Jo Us Ki Subah-E-Urooj Thi, Wohi Maira Waqt-E-Zawal Tha Maira Dard Kaisay Woh Janta, Mairi Baat Kaisay Woh Manta Woh To Khud Fana Kay Safar Main Tha, Usay Rokna Bhi Mahal Tha Kahan Jao Gay Mujhay Chor Kay, Main Yeh Pooch Pooch Kay Thaak Gaya Woh Jawab Bhi Na Day Saka, Woh To Khud Sarapa Sawal Tha Woh Jo Us Kay Samnay Aa Gaya, Wohi Roshni Main Naha Gaya Ajab Us Ki Haibat-E-Husan Thi, Ajab Us Ka Rang-E-Jamal Tha Dam-E-Wapsi Yeh Kia Howa, Na Woh Roshni Na Woh Tazgi Woh Sitara Kaisay Bikhar Gaya, Woh To Apni Aap Misaal Tha Woh Mila To Sadiyon Kay Baad Bhi Mairay Lab Pay Koi Gila Na Tha Usay Mairi Chup Nay Rula Diya, Jisay Guftagu Main Kamal Tha Woh Mujh Say Mil Kay Ro Diya, Faqat Itna Mujh Say Woh Keh Saka Jisay Janta Tha Woh Zindagi, Woh To Sirf Wehm-O-Khayal Tha |
|
#14
| |||||
| |||||
| Quote:
NIce One /good |
|
#17
| |||||
| |||||
| nice post..............
__________________ |