It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Naiey Dino'N Main Tumharay Qareeb within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Naiey Dino'N Main Tumharay Qareeb Hum Rahain Na Rahain Bhool Jana Woh Sab Kahi Baatain Bhool jana woh Chandni Raatain ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| Naiey Dino'N Main Tumharay Qareeb Hum Rahain Na Rahain Bhool Jana Woh Sab Kahi Baatain Bhool jana woh Chandni Raatain k Zindagi K Sab Musamoo'N Main Aik Mausam Judai Ka Bhi Hai Sab To Bichray To Mil Nahi Paatay Zindagi ko Qareeb Se Dekho Sab Juda Hoker Mar Nahi Jaatay...!
__________________ @};- Please update your Signature : Administrator HallaGulla |
|
#2
| |||||
| |||||
| Suna hai log usay aankh bhar ke dekhte hain So us ke shahar may kuch din Thahar ke dekhte hain Suna hai rabt hai us ko kharab hallon say So apnay aap ko barbaad karke dekhtay hain Suna hai dard ki gahak hai chashme naaz us ki So ham bhi us ki gali say guzar ker dekhtay hain Suna hai us ko bhi hai shero shayre se shagaf So ham bhi majaze apnay hunar ke dekhte hain Suna hai bole to batoon se phool jhartay hain Ye baat hai to chaloo baat kar kay dekhtay hain suna hai raat usay chand takta rehta hia Sitaray bame falak se utar kay dekhtay hain Suna hai hashr hain uski Gazaal si aankhen Suna hai us ko hiran dasht bhar kay dekhtay hain SUna hai Din ko usay Titliyan Satati hain Suna hai raat ko jugnoo Tehar kay Dekhtay hain Suna hai rat se barh kar hain kaakulen us ki Suna hai sham ko sayee guzar kay dekhtay hain Suna hai us ki siyah chashmagi qayamat hai So us ko surma faroosh aankh bhar kay dekhtay hain Suna hai us ki laboon se gulab jaltey hain So ham bahar par ilzam dhar kay dekhtay hain Suna hai aaina tamsal hai jabeen us ki Jo sada Dil hain Ban sanwar kay dekhtay hain Suna hai jab se hamail hain uski gardan main Mizaj aur hi lalo guhar kay dekhtay hain Suna hai chashme tasawur se dashte imkan main palang zaave us ki kamar ke dekhtay hain suna hai us ke badan ki taraash aise hai ke phool apni qabayee katar ke dekhate hain Wo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahin ke us shajar pe shagufay samar ke dekhtay hain Bas aik nigaah se lutaa hai qaafila dil kaa So rah ravaane tamannaa bhi Dar ke dekhate hain sunaa hai us ke shabistaan se muttasil hai bahisht maken udhar ke bhi jalve idhar ke dekhate hain Ruke to gardishen us kaa tavaaf karati hain chale to us ko zamanay Thahar ke dekhate hain kise naseeb ke be-pairahan use dekhe kabhi kabhi dar-o-dewaar ghar ke dekhate hain kahaaniyaa hi sahi sab mubaalagay hi sahi agar vo Khwaab hai taabir kar ke dekhate hain Ab us ke shahar main Thehreen keh kooch kar jaiyeen 'Faraz' aao sitaare safar ke dekhate hai |
|
#4
| |||||
| |||||
| bohat achhi sharings hai aap ki AIK BAAT : aik din mein sirf do new threads allow hain , aap ne aaj 3 new threads post ki hain iss liye unn mein se do ko merge kar diya gaya hai , aainda khayaal rakhiye ga ![]() ANKABOOT. HG Administration. |
|
#5
| |||||
| |||||
| v.nice dear..........:flowe r3
__________________ “ Mujhy GUmaN Tha Chaha BhOut Zamane nY MUjhY MeiN AzeeZ sUbkO Tha MaGar ZUrato'N ki Tarha'N .. ” |
|
#7
| |||||
| |||||
| bohat khooooooob!
__________________ ![]() America Violating International Law in Pakistan http://www.petitiononline.com/286/petition.html |
|
#8
| |||||
| |||||
| nice................ ..
__________________ |
![]() |
| Tags |
| naiey, dinon, tumharay, qareeb |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Aas | Ankaboot | Announcements | 0 | 11-19-2005 12:23 PM |
| Aik Dam Faarigh | Ankaboot | Announcements | 3 | 06-24-2005 01:00 AM |
| [SOLVED] ~*~ Aik aLmiya ~*~ | naz | Urdu Adab & Mazah | 16 | 08-13-2004 08:00 AM |