It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Hamd Naat Ya Islamic Poems Share Karen within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#72
| |||||
| |||||
| Fasloo Ko Takaluf Hai Hum Se Ager Hum Bhi Be Bus Nahi Be Sahara Nahi Khud Unhi Ko Pukarey Gy Hum Door Se Rasty Mai Ager Paoon Thak Jay Gay
__________________ ![]() |
|
#73
| |||||
| |||||
![]() Last edited by aabi2cool; 10-26-2005 at 05:09 AM. |
|
#74
| |||||
| |||||
| Adaab! Ab to Ramzan ka akhri ashra shoro hone wala hai par woh kehte hain naaa dei ayed daroost ayed ![]() Sab ko Ramzaan mubarak Sab ne bohat achi sharings ki hain yahan Wa'Salam
__________________ ![]() Aysa To Koi Naa Milaa....!!! |
|
#75
| |||||
| |||||
| Ae Ishqe Nabi Mere Dil Main Bhi Sama Jana, Mujh Ko bhi Mohammad ka Diwana Bana Jana. Jo Rang Ke Jami Per Roomi Pe Chadaya Tha, Us Rang Ki Kuch Rangat Mujh Pe Bhi Chda Jana. Qudrat Ki Nigahe Bhi Jis Chahre Ko Taq tee thi. Us chahar-E-Anwar ka Didar Kara Jana. Jis Khwab Mein Ho Jaye Didar E Nabi hasil, Ae Ishq kabhi Mujhe ko Nind aysee sulajana. Duniya se Riyaz ho jab Uqba ki taraf jana, Dagh-e-gham-e-Ahmed se seine ko saja jana. Ae Ishq E Nabi Mere Dil Main bhi Sama Jana. Mujhe ko Bhi Mohammad ka Diwana banajana.
__________________ Main Manzilon ki Khoj Mein Khoud Say Bicher Gaya Phir Umr Bher Talash Hi Apni Rehi Mujhay |
|
#76
| |||||
| |||||
| Zahe Muqaddar Huzoor-e-Haq Se (Yousuf Qadir) Zahe Muqaddar Huzoor-e-Haq salam aya peyam aaya Jhukao nuzrain bechao pulkain adab ka ahla makam aaya Zahe Muqaddar Huzoor-e-Haq salam aya peyam aya Jhukao nuzrain bechao pulkain adab ka ahla makam aaya Zahe Muqaddar Ye kon ser se kufan lapetay chula hay ulfat ke rastay per Ye kon ser se kufan lapetay chula hay ulfat ke rastay per Fereshtay herat se tuk rahy hain ye kon ze ihtaram aaya Fereshtay herat se tuk rahy hain ye kon ze ihtaram aaya Zahe Muqaddar Fuzaa main lubaik ke sudain zafer-e-shtao ursh gonjati hain Fuzaa main lubaik ke sudain zafer-e-shtao ursh gonjati hain Her ik korban ho raha hay zaban pe ye kis ka naam aaya Zahe Muqaddar Ye rahay huq hay sumbhal ke chulna Yahan hain munzil kudam kudam per Ye rahay huq hay sumbhal ke chulna Yahan hain munzil kudam kudam per Ponchana der per to kehna aaka salam lijye gulam aaya Ponchana der per to kehna aaka salam lijye gulam aaya Zahe Muqaddar Ye kehna aaka bahot se ashiq taruptay se chor aya houn main Ye kehna aaka bahot se ashiq taruptay se chor aya houn main Bolaway ke muntazir hain lekin Na sobho aaya na sham aaya Bolaway ke muntazir hain lekin Na sobho aaya na sham aaya Zahe Muqaddar Doa jo nikli thi dil se akhir Pulat ke mukbool ho ke aai Doa jo nikli thi dil se akhir Pulat ke mukbool ho ke aai Wo juzba jis main terap thi suchi Wo juzba akhir ko kaam aaya Wo juzba jis main terap thi suchi Wo juzba akhir ko kaam aaya Zahe Muqaddar Khuda tera hafez-o-nighiban wo rahy butha ke janay waly Khuda tera hafez-o-nighiban wo rahy butha ke janay waly Nabi de sudin bisat bun ker pyamy daru salam aaya Nabi de sudin bisat bun ker pyamy daru salam aaya Zahe Muqaddar Huzoor-e-Haq salam aya peyam aaya Jhukao nuzrain bechao pulkain adab ka ahla makamm aaya Zahe Muqaddar |
|
#77
| |||||
| |||||
| Quote:
__________________ ![]() |
|
#78
| |||||
| |||||
| Quote:
|
|
#79
| |||||
|