It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Hai Mohabbat tho is qadar kyun hai ?? within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Is baar wo milaa to ajeeb us ka rang tha Alfaaz mein tarang na lahjaa dabang tha Maine kaha ki ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [8] |
|
#1
| |||||
| |||||
| Is baar wo milaa to ajeeb us ka rang tha Alfaaz mein tarang na lahjaa dabang tha Maine kaha ki yaar tumhein kya hua hai ye Us ne kaha ki umr-e-ravaaN kii ataa hai ye !!!!!*****!!!!!***** !!!!!*****!!!!!***** !!!!!*****!!!!! Koii pathar koii gohar kyon hai? Faraq logon mein is qadar kyon hai? Ye bhi kaisa azaab hai de dala Hai mohabbat to is qadar kyon hai? !!!!!*****!!!!!***** !!!!!*****!!!!!***** !!!!!*****!!!!! Ruksat huwa tho ankhain mila k nahi gaya Woh kyun gaya yeh bhi bata ke nahi gaya Yon lag raha hai jaisey abhi laut aayega Jathe hue chiraagh bhi bujha k nahi gaya
__________________ |
|
#2
| |||||
| |||||
| Nice................
__________________ ![]() |
|
#3
| |||||
| |||||
| very nice...keep sharing.......~!~!~
__________________ Regards, Duago, ShafaqF Mein Uska Hath Pakre Yun hi Uska ham Qadam Rehta Wo aagey Hath tou karta, Wo mujhsey Baat Tou karta~! |
|
#4
| |||||
| |||||
| Bohot umdaa Intekhabaat....keep it up.
__________________ ![]() |
|
#5
| |||||
| |||||
| Bohat Umdah............... . |
|
#7
| |||||
| |||||
![]() عمدہ شاعری،بہت خُوب۔ خُوش رھیں آمین![]() ![]() (`.| Raygistaan |.)
__________________ ![]() |
|
#8
| |||||
| |||||
| waaaaaaaaaaah bohat dilkash sharing |
|
#9
| ||||
|