It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on ~!~ collecton of zuhaib ~!~ within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Bataana chahe bhi koi, tou kaise Bataye koi Haal-e-Dil Sunaaye bhi, tou kasie Sunaaye koi Zaroori tou nahi ke jise ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat [11] |
|
#81
| |||||
| |||||
| Bataana chahe bhi koi, tou kaise Bataye koi Haal-e-Dil Sunaaye bhi, tou kasie Sunaaye koi Zaroori tou nahi ke jise hum Chahe, woh bhi Chahe humain Ke kaise apne Pyaar ka, yun Mazak banaaye koi Pyar tou Jadoo hai jo, kisi pe bhi chal jaata hai Ise sirf wahi Samajhte hain, jinhe khud Pyar ho jaata hai Chupke chupke najaane kaise, Dil kahin kho jaata hai Yakin kar sako tou karlo, Na isse koi bach paata hai. Ye deewano ki baatein hain, sirf deewane hi samajhte hain Pyar mein hai kitna asar, jo karte hain wahi samajhte hain Na jaane kaise log hain woh, jo dil ko khilona samajhte hain Jazbaaton se khelte hain, aur pyar ko ruswa karte hain Kaise unhe ye Bataaye koi, ke Pyaar kya hota hai Kyun dil Bekarar hota hai, kyun Izhaar hota hai Nasamajh hain woh, woh tou Nadaan hain, Ulfat ki Raahon se, aur apne Dilse woh Anjaan hain... or yai dil aaj tak baiya baan hai |
|
#82
| |||||
| |||||
| aur es dil mai Jaane waale ne kaha tha ke woh laut aaey ga zaroor Ek isi aas pe darwaaza khula rakha hai Tere jaane se jo ek dhool uthi thi ghum ki Hum ne us dhool ko aankhon mein bassa rakha hai Mujh ko kal shaam se woh bohat yaad aane laga Dil ne muddat se jo ek shaks bhula rakha hai Saans tak nahin lete hain tujhe sochte waqt Hum ne is kaam ko bhi kal pe utha rakha hai Rooth jaate ho to kuch aur haseen lagte ho Hum ne yah soch ke hi tum ko khafa rakha hai |
|
#83
| |||||
| |||||
| wakt lagay ga.. Abhi Bhoolnay Main Zamanay Lagain Gay Abhi Tou Kitabon Main Gulab Hain Taaza Abhi Unn Dinnon Kay Azab Hain Taaza Abhi Roshni Kay Woh Saaye Hain Zinda Abhi Zakhmi Chahat Ki Goonjain Hain Zinda Abhi Bhoolnay Main Waqt Lagay Ga Abhi Bhoolnay Main Zamanay Lagain Gay Abhi Aasman Ka Rang Wohi Hai Abhi Parbaton Pay Dhund Wohi Hai Abhi Uss Ki Sorat Hai Aankhon Main Zinda Abhi Uss Ki Chahat Hai Khoabon Main Zinda Abhi Bhoolnay Main Waqt Lagay Ga Abhi Bhoolnay Main Zamanay Lagain Gay Abhi Mausamon Ka Taghayyor Wohi Hai Abhi Unn Fizaon Main Khushbo Wohi Hai Abhi Dill Main Uss Ki Mohabbat Basi Hai Abhi Aankh Main Uss Ki Soorat Saji Hai Abhi Bhoolnay Main Waqt Lagay Ga Abhi Bhoolnay Main Zamanay Lagain Gay |
|
#84
| |||||
| |||||
| teri yaad mai Bohat hi yaad aata hai mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz ke saher se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon bhoola doon saari yaadon ko ke jin se Dil tarapta hai ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai... |
|
#85
| |||||
| |||||
| kisi ki yaad main aesa kamal kiya karna ke jo mila nahi us ka malaal kiya karna ab aesa kiya hwa tum jaan haar bethe ho zra se hijr pe khud ko nidhal kiya karna use bhulana bari baat tou nahi phir bhi use bhulane ka koi kamaal kiya karna is zindagi ko tune roug kyon banaya he dil-e-tabah ka har pal khayaal kiya karna |
|
#86
| |||||
| |||||
| phol koi gulshan koi khushbo hamain aawaaz na de ab koi hasin aawaz ka jado hamain aawaz na de ham hain khamosh tou khamosh hi rehne do hamain koi aahat koi halchal hamain aawaz na de ham ne tanhai ko apna mehboob bana rakha hai rakh ke dher main shulon ko daba rakha hai |
|
#88
| |||||
| |||||
| kateel mai nay pucha pahla patthar mujh par kon othaey ga aee ik avaaz ki tu jis kaa mohsin kahlaey ga poch sake to pochay koi ruTh ke jaane valon se roshinioo ko mere ghar kaa rastaa kon bataey ga logoo mere saath chalo tum jo kuchh hai vo aage hai pichay mur kar dekhnay wala patthar ka ho jaiy ga mere baad wafa ka dhoka aur kisi se mat karana gaali degi duniyaa tujh ko sar mera jhuk jaiy ga sukh gai jab in ankhon mai pyaar ki neeli jheel 'Qateel' tere dard kaa zard samandar kaheen shoor machaey ga. |
|
#89
| ||
| |