It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on abhi abhi to azaab e safar se nikla tha within the Ashaar - Misc forums, part of the Urdu Poetry - Shairi category; Dard kaisa bhi ho ankh nam na karo Raat kaali sahi koi gham na karo Ik sitara bano jagmagatay raho ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#11
| |||||
| |||||
| Dard kaisa bhi ho ankh nam na karo Raat kaali sahi koi gham na karo Ik sitara bano jagmagatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho Baant'ni hai agar baant lo har khushi Gham na zahir karo tum kisi per kabhi Dil ki gehraai mein ghum chupatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho Ashk anmool hain kho na dena kahin In ki har boond hai motiyoon se haseen In ko har ankh se tum churatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho Faaslay kam karo dil milatay raho Zindagii mein sada muskaratay raho --------------------------- EK CHEHRA Koi dhundala sa ek chehra meri aankhon mein rehta hay koi bhatka sa ek jugnoo meray khawabonn mein rehta hay ek manos si awaz mujhey soney nehi deti koi uljha sa ek jumla meri yadoon mei rehta hay koi ehsas mehka sa meri sansoon mei rehta hay mujhey khud per nehi qaboo na mei kuch bool sakta hoon asar yeh kis k lafzoon ka meri batoon mei rehta hay hay dil bhi pershan ehsas bhi soochon ki uljhen bhi yeh kis ki aankh ka aaNSoo meri aankh mei rehta hay................ ------------------------------------------------------ Hamesha Hamesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya Kya muqadar say shikwa kertey rahain Jo qismat main tha wohi kuch to paaya Apnoon nay palat kay daykha tak nahin Ghairon nay aaker galay say lagaaya Acha hua kay raaz khul hi gaya Dil-e-nadaan pay khanjar kis nay chalaya Shab-o-roz chahat sila yeh hay alvi Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya --------------------------------------- Dur Hoo Gaye Mere Dil Ke Sab Arman Chakna Chor Hoo Gaye Sab Apne Mujh Se Dur Hoo Hoo Gaye Sath Dete Rahe Hum Os Ka Bohat Dur Tak Bewafa Ke Nam Se Phir Bhi Hum Mashoor Hoo Gaye Mohabbat Kaya Ke Ek Juram Hi Kar Liya Hum Ne Imtihane Ishaq Mei Hum Raswa Zaroor Hoo Gaye Maar Gaya Tu Mere Qabir Par Aa Kar Roo Lena Jane Kyun Zinda Hoon Aur Jane Kyun Vo Mujh Se Dur Hoo Gaye ------------------------------ Dekhtaye Hain Chal Aaj phir Ghalti Kar ke DEKHTE HAIN Aaj phir US per Aaetabar Kar Ke DEKHTE HAIN US Ke Dil Main Chahat Hi Nahi Hai Aaj Phir US Se Hath Mila Kar DEKHTE HAIN Bare Mehfil Main Ota Di Ungli Meri Taraf Aaj US Ka Ilzam Le Kar DEKHTE HAIN Wo Shakas Kayi Rangon Main Dhal Gya Ho Ga Aaj US Ki Mehfil Main Ja Kar DEKHTE HAIN Dowa Se Har Chez Milti Hai GUDA Se Tujhe Mang Kar GUDA Se DEKHTE HAIN Sona Hai GHULAB Main Kante Bhi Hote Hain Aaj GHULAB Ko Cho Kar Bhi DEKHTE HAIN Wo Shakas Tera Nahi Hai FAZI Aaj Yeah DIL Ko Samjha Kar DEKHTE HAIN [IMG]http://groups.msn.com/_Secure/0RAAKAxMUa6*uALGtlud wmBCB*KasOIdLvygVJ7O eTVbhF97o6gM7wTABkKh iZHjAI5bUi6ZNp2Xm8t3 PI959W%21MJVv7xAN6Gr 2J3jn1BfVw/kool.gif?dc=46754765 26082426051[/IMG] Legends Never Die So I Am Alive NADEEM |
|
#12
| |||||
| |||||
| ALLAH JEE...... YEH KON AA GAYA? ![]()
__________________ ![]() |
|
#13
| |||||
| |||||
|
__________________ ![]() ![]() |
|
#14
| |||||
| |||||
| Thanx Alll.,,,,,,,,,,,,,,, ,,, ![]() |
|
#15
| |||||
| |||||
| bohat khoob .................... .. ![]() |