http://www.urdulife.com/poetry/poetry.cgi?fab_15
isssi bahar main mujhe nida fazli ki aik gazal ke chand shair yaad aa rahe hain jo mujhe personal buhut ziyada passand hain...
woh rula ker..hans na paya der talak..
jab main roker mus.kiraya der talak..
bhokhe bachon ki tasali ke liye..
maaN ne phir..pani pakaya der talak..