Meray gham k saathi, meray bakht ka sitara
teri aarzo na loota, teri justujoo nay maara
mai basat-e-zindagi pay gham aarzo ki baazi
kabhi un ki sheh pay jeeta kabhi dil ki sheh pay haara
__________________ Mayri serkashi bhi thi munfarid
mayri ajzi bhi kamal thi
main ana parast bala ka tha
so gira to apny hi paon main... |