Quote:
Originally Posted by TAIMOOR HASSAN bus kaya bataon mujh jaisi b kisi ki kismat na ho ............... mein ussay bohut chahta hon woh b mujhay lakin .............. mein mar jaon ga kisi din uss k baghair ........... lakin aap ne kiyun pocha ???? aap plz dua kareen k ALLAH meri zindagi aur mout asaan kar de..........! thanks alot for ur comment mein b na kaya kahen gay log kaya kaya reply kar raha hon.............. thanks once again |
arey yAr.....com'on aisai uddaasi wali batain to mat karo.....bas khush raha karo qk khushi hee har prob ka solution hai......u know deAr mout ki tamanna nahi karni chahiye...anyways GOD knows better k tumhare saath aisa kya prob hai...meri baatien buri lagin hon to m heartly sorry!