ASHAAR
Saboot hai ye muhabbat ki saada lohii ka
Jab uus ne waada kia hum ne aitbaar kia
*****
Saabit huwa ke mujh se muhabbat nahii rahii
Wo shakhs mujh ko daikh ker nazrai.n chura gaiya
*****
Saabit huwa afshaare lahad se ye aay zameen
Tuu bhii uune dabaatii hai jin me.n ke dam nahii
*****
***
*