Rotay hain dil ke zakhm to hansta nahin koi
Itna to faida mujhay tanhaiyon se hai
************
Har wo lamha jo tujh se juda hota hai
Chalti sansoon ke liye ik saza hota hai
************
Ae Sahar aaj hamain raakh samjh kar na ura
Ham ne jal jal ke teray raastay chamkaye hain