Quote:
Originally Posted by angelhere jaany us ko ye kysa hunnar aata hy sham hoti hy tou main utar aata hy |
Jaane uss shakhs ko kaisa yeh hunar aata hai
Raat hotay hi Aankhon mai utar aata hai
Mai us ke khayal se nikloon to kahin jaon
Woh mairy soch ke har rastay pe nazar aata hai
Zabardast angel..... Aik baat kahon mind nahi karna
, tum 2 aankhain banati to aur bhi maza aata. Abhi tumhara shair kuch aiysa hai...... Jaane uss shakhs ko kaisa yeh hunar aata hai Raat hotay hi Aik Aankh
mai utar aata hai......