Quote:
Originally Posted by AAKHRI TARA Aamir Wasi shah k kalam ko
chuna hai
iss ahd ka msh hoor jawa'n dil
shayar jisne naye ahd romanvi shairy
k khala ko purr karne ka birha utthya hai
or kamyaab bhi huwa hai
nice sharing ji
apni takleef k sabab shayad 2 din
aapki sharing ko comments na de saka
Maazrat |
thanks Tara ..................