***Ik shakhs*** | |
Bana gulaab tou kaantay chubha gaya ik shakhs
Hua chiraagh tou ghar he jala gaya ik shakhs
Mein kis hawa mein u'run, kis fiza mein lehraon
Dukhon ke jaal har ik su bichha gaya ik shakhs Khud-dari se apna maqsad haasil karo, kyun ke ho ga wohi jo muqadar mein likha hai (Ibn-e-maja) |