//...Tujhe kya maloom...// | | Dastras mein nahin hain halaat, tujhe kya maloom? Abb zaroori hai mulaqat, tujhe kya maloom? Raat ke pichlay peher neend shikan tanhai, kaisay karti hai sawalaat, tujhe kya maloom? Tu ba-zid hai ke sar-e-aam parastish ho teri Mein hun paband-e-rivayat, tujhe kya maloom?
·´¤`·.¸.»ηĭмяä!!!«.˛.·´¤`· |