Utar rahin hain ajab khushboen rag wa pey main | | Utar rahin hain ajab khushboen rag wa pey main
Ye kis ko cho k mere shehar mai saba aai
Ussey pukara to honton pe koi naam na tha
Muhabbaton k safar mai ajab fizza aai
Kahin rahe WO magar kheriat k saath
Uthaey haath tou yaad ek hi DUA aai
__________________ [b]Tanhayiyon ne meri mujhse kaha hamesha...jab saath hai mera to kyu khoya sa rehta hai |