ye khawab hi hain jo humein unka ehsaas dilatein
hain.
sapnoon mein sahi wo aankhon se piyar ki sharaab pilatein
hain.
wo lambey baaloon ka ulajhna,wo pyari si muskaan
.unke chahre ki wo shokhi,ye dil mera kurbaan.
wo laal libaaz main lipta huwa husn kiya kamaal tha.
jiski koi misaal nahi wo mera yaar bemisaal tha.