View Single Post
  #1  
Old 06-21-2007, 02:10 PM
Sufi 16's Avatar
Sufi 16 Sufi 16 is offline
Ghulam Hun Nabi Ka
 
Join Date: May 2007
Location: In Ishq-E-Nabi
Age: 20
Posts: 315

Country:

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 13 Times in 13 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 116
Sufi 16 is a name known to allSufi 16 is a name known to allSufi 16 is a name known to allSufi 16 is a name known to allSufi 16 is a name known to allSufi 16 is a name known to all
Arrow Hashr me dekh kar mujh ko rizwaan kahe

Daf'atan zahen me ehteraam agaya
Ala Hazrat ka lab par jo naam agaya

Kya arab kya ajam sab ke sab keh uthay
Ahle Sunnat ka dekho Imam agaya

Yeh hai ehsaan-e-Ahmed Raza sunniyo
Hum ko padhna Darood o Salaam agaya

Najdiyat munh ko apne chupane lagi
Ru ba ru jab Raza ka Kalaam agaya

Hashr me dekh kar mujh ko rizwaan kahe
Dekho Dekho Raza ka ghulaam agaya

Manqabat Naat likhna tufail-e-Raza
Tere Hisse me khalid yeh kaam agaya
__________________

Reply With Quote