Hamare dil ka aalam aap dil se apne samjhiye
Hum ne aap ko dil diya aap humein bhi dil dijiye
Humein pata hai hamara dil aap ke liye kitna bekaraar hai
Aap to lekin kabhi nahin aaye phir bhi humein aap ka intezaar hai
Yeh kaisa hai aalam yeh kaisa hai muskil
Jitna bhi samjhe nahin maanta mera dil.
Kaise kahoon ki dil ko teri justuju nahin
Yeh aur baat hai ki meri kismat mein tu nahin