Quote:
|
Originally Posted by KalimS Har koi ro ke dikhaye aroori to nahin Khushk ankhon mein bhi selab huwa karte hain |
ye me nay shair kiya howa hai ... per acha hai per incomplete hai jee ....
ishq karnay kay bhe adaab howa kartay hain ..
payaar kay bhe kush andaaz howa kartay hain ..
ro kay dikhayee koi yea zaroori to nahin
khushk ankhon main bhe sailaab howa kartay hain//...............
