It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
User Name: Password:
Urdu Poetry/Shayari Forum

Urdu Poetry Forum

Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum

 


~Loving Irfan~

This is a discussion on ~Loving Irfan~ within the Announcements forums, part of the Updates & Help category; aap ka asli naam 1-M.Irfan Khalil aap ki jaye paidaish or tareekh paiydaish 2-Main karachi main aik hospital main is ...


Go Back   Urdu Poetry/Shayari Forum > Urdu Poetry Forum News, Update & Help > Updates & Help > Announcements

Video Photo Books Games Sites Register Groups FAQ Calendar Mark Forums Read Chat [4]

Notices

Rate This Thread - ~Loving Irfan~.
(0)
Thread Rating: 0 votes, average.

Reply
 
Thread Tools
  #1  
Old 05-08-2005, 07:34 AM
Admin's Avatar
Guest
 
Join Date: Jul 2003
Posts: 145

Tutorials: 0

Thanks: 0
Thanked 0 Times in 0 Posts
Nominated 0 Times in 0 Posts
TOTW/F/M Award(s): 0
Rep Power: 0
Admin is on a distinguished road
Default ~Loving Irfan~

aap ka asli naam

1-M.Irfan Khalil
aap ki jaye paidaish or tareekh paiydaish
2-Main karachi main aik hospital main is dunya main tashref laya /jin
aap ki zindagi ka maqsad
date hain 25th february 1989(mujhe pata haiy ye 1989 parh kar sab /mad karingaiy /jin)
koi aisa kaam jis pey buhat faqhar hai
3-Buhat saare maqsad hain
e.g. apne parents ki jitny ho sake khidmat karoon,pakistan ka naam roshan karna
aur main shaheed hona chata hoon apne mulk k lye

koi aisa kaam jis pey buhat fakhar hai
4-G main larne waloon k bech main sulah karwadeta hoon
abhi tak to ise baat par fakhar karta phirta hoon /jin

bachpan ki sab se purani yaad kiya hai
5--Bachpan ki koy yaad /thinking
abhi koy yaad nahin jaisay hi is demagh main aiy ge btadoonga ;D

rozmara zindagi ka kon sa kaam hai jo kerna sab se mushkil lagta hai
6-Subah subah uthna aur puura din bagahair sooy guzarna /hang
aapni koi si 5 adataat bataiye jin pey aap ko fakhar hai
7-Mere khyaal min itny adat hain hi nahin /smoke
aapna koi sa aik khawab bataiye jo haqeeqat ka roopdhara gaya
8-Kaafi khwaab pooray nahin hway lakin aik chota sa khwaab poora ho gya mere website ban gaey /baby
aagar jis se aap ko sab se ziada muhabbat hai wo aap se dhoka ker raha ho or aap ko ilm ho jaye to kia rad-e-amal hoga
9-Jab tak wo situation nahin aajati jab tak kuch nahin kaha ja sakta
aap ki sab se bari kamzori
10-Kamzoori batani nahin chahie ;D
aap dekhne main kaise hain.. aapni appearance ko beyaan kerein
11-Height 5. kuch haiy sahi se nahin pata ;D spectacles pehanta hoon aur bas normal sa hoon /jin
pereshani ki halat main kia kerte hain
12-Pareshani main sirf pney best friends k sath share karta hoon ghar waloon ko nahin batata(agar shakal se pata lag jaey to wo aur baat haiy /head )
konsi shaksiyat aisi hai jis se milne ka buhat ishteaaq hai
13-Main kisee sports personality se milna chata hoon /yes
zindagi main sab achay nahin lagte jo aap ko sab se bura lagta hai uske bare main kuch batayein
14-Us ko main bardasht karleta hoon ;p
faislay kerne main jaldbazi se kaam lete hain ya buhat soch samajh ke kerte hain
15-Mashoor to main is lye hoon k faisalay aqalmandi wale karta hoon /suno lkin main jald baazi main hi karleta hoon faisala /head
16-Sakht gussay ki halat main kyak artey hain?
A. mujhay gussa kaafi aata haiy /jin agar buhat ziada ajaey to main kuch na kuch suna hi deta hoon /jin
wisay bardashlt bhi karleta hoon /headbang


17-Zindagi aur mot 2 talkh haqeeqatain.in k baare mian rtaiy?
A.g mera is pay imaan haiy k sab ko hi is dunya see jaanah iay aur mujhe bhi laazmi baat haiy jaana haiy

18-Aap ka sinfe mukhalif (yaani larkiion) k baarem ian kya ray haiy?
A.kuch achi hoteen hain aur kuch battameez si (bas itna hi pata haiy ;D)

19-Zindagi ki pehle muhabat ka kuch ahwaal byaan kejya?
A. Allah ka shukar haiy main abhi tak is chakkar mian nayin para /dua

20-Gar koy jaan se aziz rooth jaye to kaisaya manaingaiy?
A.main apni saari khoshishain sarf kardoonga

21-Agar kisse se ya kisee baat par buhat khush hoon to kaisay khush hote hain?
A.bas mere chehrey pay khushi ki jhalak aajati haiy jis se sab ko pata chal jaata haiy

22-Zindigee main tabdeelya aati rehti hain.jab koy aisee tabdelee aiy jiss say buhat kuch badal jaey to kaisa mehsoos kartey hain?
A. tabdeelyaan to aate rehti hain
waisay mera koy khad reaction nahin hota


23-Zindagi main kis cheez ki ya shakhs ki kami mehsoos hoti haiy?
A.meri koy behn nahin haiy bas isse ki kami mehsooss hoti haiy /aw

24-aik nagmain jo aksar gungnate hainh?
A.KOY NAHIN /jin

25-Agar aap ko wo teen khwahishon wala jin mil jaey to konsi khwahish poori karwaingaiy
A. waisay waq se pehle kuch pata nhain hota
mere khyal main me aik topoori dunya main Muslaims ki helo karoonga
doosri apne mulk k lye
aur teesri apni koy personal

kia aap aapni zindagi or halaat se mutmaeen hain
1- g Allah ka shukar haiy
aapne aap ko 10 saal ke baad kahaan pey khara dekhte hain
2-10 saal baad tak to shayad meri studies hi khtam hoeen hoon
aage Allah ko pata haiy

aapni pasaandeeda film, film start or gana batayein
3- /ohno filmain main buhat kam dekhta hoon,filmstar bhi koy nahin ,aur gaaney pakistani /headbang
bacho' ki kon si baat buhat achi lagti hai
4-un ki masoomiat /baby
aapki kon si adat se aapke dost or ghar walay bezaar rehte hain
5-doost to nahin ;alin ghar waley gussa jaldi hone aur net ziada use karnee ki aadat se /jin
aagar aap kisi ke saath muhabbat kerte hon .. magar ghar walay keheen or shaadi kerna chahein to kia kerein gaye.. ghar walo'n ki marzi ya aapni pasaand ki shaadi
6- /mad muhabbat /mad shadi
jab waqt ayega tab dekha jaey ga ;D

kisi kitaab ka ikhtebaas jo yaad reh gaya ho
7-kitaabain main kam hi perhta hoon
jab koi aap se jhoot bol raha/rahi ho or aapko ilm ho to kia kerein gay
8-us ki bazzati kar k chup ho jaonga
kabhi aisa hoova ke jaan bhooj ke jhoot bona para ho.. aagar haan to wo jhoot kia tha
9-haan g jhoot bolna par jata haiyab har baat thori batai ja sakti haiy ;D
kabhi aagar kisi rote ko chup kerwana par jaye to kaise kerwayein gay
10-no experience /jin
dosti kia hai
[oclor=red]11-dosti buhat gehra aur nazuk rishta haiy[/color]
muhabbat kia hai
12- jab karoonga tab pata chale ga :blush
kon sa sawal aisa hai jo aap chah rahay hain ke khaash koi na poochey
13-k muhabbat kya haiy aur tum itne sharif kyuun hoo /headbang
koi ghazal ya gana aisa suniye jo aap samajhte hon aapki aakasi ker ho
14-ghazal to main parhta hi nahin aur gaan shayad koy nahin
zindagi main koi aisa kaam kiya jis pey aaj tak pechta rahay hon
15-mere khyal main koy kaam kar k pachtaana nahin chahyie
qudarti nazaro'n main sab se ziada kia pasaand hai
16-haryaali /luv
bazurgo'n ki ki hooi koi aisi nasihat jo hamesha yaad rehti hai
17-k beta maan baap ki khidmat karna
aapka ideal
18-abhi is baarey main kuch nahn socha /baby
HG or yahaan dosto'n ke bare main aapne jazbaat ka izhaar kerin
19-main kya kahoon buhat achi jaga haiy aur yahan k doost bhi sab buhat achhey hain /flower
aapni zindagi main islaam ko kis hud tak lagoo kerte hain
20-koshish to karta hoon lakin insaan hoon kahin naan kahin galti hoi hi jaati haiy
zindagi main kis cheez ki arzoo hai
21-aik behan kii /aw
zindagi ka koi aisa lamha ya hisa jis ki khawaish ho ke phir lout aaye
22-ham sab cousins jab 12 saal baad akhttey hway they /sad
jazbo'n ka izhaar kerna asaa'n lagta hai ya mushkil
23-kaafi mushkil
HG ke dosto'n ke liye koi payghaam
24-ye aik doosray se naraz naan hwa karain /flower

janab aap makholi tabiat rakhtey hein ya sanjeeda?
1-main serious hi rehta hoon ziada tar /jin
akele waqt mein kya kartey hein?
2-akele waqt main me net use karta hoon
kya kabhi kisi si muhabbat hui.... agar hui to anjaam kya raha?
3-Allah ka shukar haiy abhi tak is mushkil main nahin parha ;D
kis shaksiat sey mutassir hein.. kyon?
4-Islami point of view se Hazrat Muhammad(P.B.U.H) se aur waisay main quaid-e-azam ki shaksiyat se ab reason to ap sab ko pata haiy
agar choice miley to kis daur mein zindagi guzarna pasand karein gey ?
5-g main puurane dur main jaana pasand karoonga
bu8hat si saada wala dor

ktya sab shaamain sunehri hopti hain
g shaamain to har hi sunehri hoteen hain agar samjha jaey to /yes
zindagi mein baaz lamhey barey zaalim houtey hein ..yon mehsoos houtaa hai ... na mehtaab , na sooraj , na andhaira, na sawairaa...
kabhi aisaa huaa ??
A. g sahi kaha aap ney baaz lamhey buhat zaalin hote hain
2 saal pehle meri aik coiusin ki shadi thee..
wahan poor khandan Mashallah se jama tha wahan main ne koy 12 saal baad apney saare cousins ko dekha /sad un cousins k saath itna ghul mil gaya k jab judaiy k lamhaat aiy to bas /hang ..wo din haiy aur aaj ka din ..wo lamhey buhat zaalin they /sad
lakin ham afsoos k ilawa aur kar bhi kya saktey hain
1-kehtey hein zindagi mein hadsey hotey rehtey hein . aur hadsey koi aachi khabar nahi laatey .. per kuch hadsaat ko khubsoorat bhi kaha jata hey .....ager yeh itney dilkash aur aachey hotey hein tu inhein hadsoon mein kuon shumaar kiya jata hey

A. Kaafi accha sawal haiy
HMM mere khyal main har wo cheez jo insaan ki zindagi main tabdeelee laiy ..wo hadsoon main hadsy main shumaar ki jaati haiy /flower

1-Agar tumhaiy kaha jaey tum next day marne wale ho to sab say pehley tumhara reaction kya ho ga or sab say pehley kon sa kaam karo gey
A. aap aisa kyuun pooch rahain hain /help ? main sab se pehle apne parents ko bataoonga /hang phirm in sab friends ko bataoonga /jin aur phir main apne Allah se apne gunahon ki maafi mangoonga
yeh kis ney kaha heyy tum aqaal mand hoo ..........? /khabardar /khabardar
Allah k fazal se sab hi kehtain hain /jin
1-aaina dekh ker kia khayaal aata hey
tumhein ................?
A. mujhe koy khyal wagera nahin aata bas ye /dua karta hoon k soorat k saath seerat bhi achi ata farmadain Allah taala
1- ~Explain Ek Sunehri Shaam~?
A. ye mere nick main "ek" waisay hi lag wadya main ne /jin aik to mujhe shaamain buhat acchi lagteen hain aur waqt buhat qeemti hota haiy is lye ye nick rakha tha
ab aap agar kuch aur soclain to main kyak arsakta hoon ;p

1-1. agar aap ko aap k farigh time mein 3 kaam ki options di jaaye jo k aap ko har haal mein karni hain , tu batayein k kis tarteeb se karein gey aap . yani pehley kya karey gey

- khana banana
- safai poorey ghar ki
- bartan dhoney hain
- n grocery shoppin

kis tarteeb se aap yeh kaam karey gey
A./mad ye kahan phansadya aap ne /thinking
1-bartan dhoonga /hang
2-safain karoonga /head
aur last main aram se chay banake pyoonga /jin
ye shopping wager pasand nahin /dance


2-aap barey ho kar kya banney gey ?
A.wasiay future ka kis ko pata haiy lakiin mere shook hain k main army main jaoon

3-Agar poori week k liye computer na use karney ki pabandi lag jaaye tu woh poora week kya kar k guzarain gey ?
A.waisay pehli baat to ye k ye ho nahin sakta aur agar ho bhi gaya(aap ki baddua se /jin) to main itna muun banaloonga k usee din permission mil jhaey gi /yes

4-Mama se daant parti hay /angry ya kutt /khabardar ,, ya dono /hah .. /jin
A. bas kabhi kabhi daant par jaati haiy kut wagera nahin parti /dance
1-sunheri shaam hi kyun achi lugti hai
A. bas pasand apni apni /dance

2-ager sunheri raat dekhein tao kaisa lagey
A. sunehri raat /thinking
hmm chaley gi /jin


3-mere baer mein kitna jaante hein
A. aap k baare main bas yehi jaanta hoon k aap college main parhti hain ..bas itna hi ;D

4-mujeh aap ki id lerki kyun lugti thi
A. sirf aap ko nahin ... /head
pehle kabhi kisee male ne aisee id rakhin nahin naan is lye /yes aur aur sab samajhtain h ain aisee id sirf larkiaan hi rakh sakteen hain /buribat


5-hg ki sub se pyari baat aur kharaab baat ?
A. achi baat k yahan k sab members buhat friendly hain
aur khraab hg ki nahin members ki lagte haiy k buhat jald rooth jaatey hain :chup

Yeh Bataw Agar Aap ko Ek Din ka PM Banadiya Jaye to Kiya karoogey
/mad sirf aik din se kya hoga aik din to main sooney hi guzar doonga

main bas aik kaam karoonaga k pooray pakistan k scholoon ki chitti kardoonga /jin /jin

aap mujay ye bataein k aap mujay humesha lerki kyon lagtay hain
/head apni id ki waja se /narayna
Digg this Post!Add Post to del.icio.usBookmark Post in TechnoratiFurl this Post!Submit to Yahoo!Submit to Google!Submit to Live!Submit to Facebook!Submit to Ask!Submit to StumbleUpon!Submit to Squidoo Submit to Netscape Submit to SlashDot Submit to Reddit Submit to FarkSubmit to Newsvine
Reply With Quote
Reply

Tags
loving, irfan

Thread Tools

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off
Trackbacks are Off
Pingbacks are Off
Refbacks are Off

Urdu Poetry Forum RSS Feed One of the largest message boards on the web ! Photo Gallery RSS Feed

eXTReMe Tracker


All times are GMT +1. The time now is 12:31 AM.


Copyrights: All rights reserved.

1 2 3 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 29 30 31 32 33 34 35 36 37 38 39 40 41 42 43 44 45 46 47 48 49 50 51 52 53 54 55 56 57 58 59 60 61 62 63 64 65 66 67 68 69 70 71 72 73 74 75 76 77 78 79 80 81 82 83 84 85 86 87 88 89 90 91 92 93 94 95 96 97 98 99 100 101 102 103 104 105 106 107 108 109 110 111 112 113 114 115 116 117 118 119 120 121 122 123 124 125 126 127 128 129 130 131 132 133 134 135 136 137 138 139 140 141 142 143 144 145 146 147 148 149 150 151 152 153 154 155 156 157 158 159 160 161 162 163 164 165 166 167 168 169 170 171 172 173 174 175 176 177 178 179 180 181 182 183 184 185 186 187 188 189 190 191 192 193 194 195 196 197 198 199 200 201 202 203 204 205 206 207 208 209 210 211 212 213 214 215 216 217 218 219 220 221 222 223 224 225 226 227 228 229 230 231 232 233 234 235 236 237 238 239 240 241 242 243 244 245 246 247 248 249 250 251 252 253 254 255 256 257 258 259 260 261 262 263 264 265 266 267 268 269 270 271 272 273 274 275 276 277 278 279 280 281 282 283 284 285 286 287 288 289 290 291 292 293 294 295 296 297 298 299 300 301 302 303 304 305 306 307 308 309 310 311 312 313 314 315 316 317 318 319 320 321 322 323 324 325 326 327 328 329 330 331 332 333 334 335 336 337 338 339 340 341 342 343 344 345 346 347 348 349 350 351 352 353 354 355 356 357 358 359 360 361 362 363 364 365 366 367 368 369 370 371 372 373 374 375 376 377 378 379 380 381 382 383 384 385 386 387 388 389 390 391 392 393 394 395 396 397 398 399 400 401 402 403 404 405 406 407 408 409 410 411 412 413 414 415 416 417 418 419 420 421 422 423 424 425 426 427 428 429 430 431 432 433 434 435 436 437 438 439 440 441 442 443 444 445 446 447 448 449 450 451 452 453 454 455 456 457 458 459 460 461 462 463 464 465 466 467 468 469 470 471 472 473 474 475 476 477 478 479 480 481 482 483 484 485 486 487 488 489 490 491 492 493 494 495 496 497 498 499 500 501 502 503 504 505 506 507 508 509 510 511 512 513 514 515 516 517 518 519 520 521 522 523 524 525 526 527 528 529 530 531 532 533 534 535 536 537 538 539 540 541 542 543 544 545 546 547 548 549 550 551 552 553 554 555 556 557 558 559 560 561 562 563 564 565 566 567 568 569 570 571 572 573 574 575 576 577 578 579 580 581 582 583 584 585 586 587 588 589 590 591 592 593 594 595 596 597 598 599 600 601 602 603 604 605 606 607 608 609 610 611 612 613 614 615 616 617 618 619 620 621 622 623 624 625 626 627 628 629 630 631 632 633 634 635 636 637 638 639 640 641 642 643 644 645 646 647 648 649 650 651 652 653 654 655 656 657 658 659 660 661 662 663 664 665 666 667 668 669 670 671 672 673 674 675 676 677 678 679 680 681 682 683 684 685 686 687 688 689 690 691 692 693 694 695 696 697 698 699 700 701 702 703 704 705 706 707 708 709 710 711 712 713 714 715 716 717 718 719 720 721 722 723 724 725 726 727 728 729 730 731 732 733 734 735 736 737 738 739 740 741 742 743 744 745 746 747 748 749 750 751 752 753 754 755 756 757 758 759 760 761 762