It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on Amna within the Announcements forums, part of the Updates & Help category; aap ka asli naam Amna Butt aap ki jaaye paidaaish aur tareekh paidaaish ? aaj kal khan rehaaish hai ? ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
| aap ka asli naam Amna Butt aap ki jaaye paidaaish aur tareekh paidaaish ? aaj kal khan rehaaish hai ? 20 nov or jaaye paidaaish pakistan main hi jee or rehaaish bhi wahi hian 20 Nov 1982 ........ ko kon sa din tha Islami Lihaz sa kon se date thee aur kon sa sun tha time of birth ? Morning / Afternoon / Evening ye to mujhay nahin pata bhi or na mari ammi ko yaad hai din to saterday tha ![]() shahdi shuda hian ya ghair shahdi shuda ? shahdi ka kab tak iraada hai jee nahin nikha howa hai or shahdi abhi nahin hai aaj kal kya kar rahi hian parha'ee , job ya ghar dari jee aaj kal khuch bhi nahin kar rahi farig hoon :p Fariq kyon hain farig isliya hoon kay kaam karna to mujhay koi khas passand nahin ai :p is liya farig hoon :p Agee studies continue kyon nahe keen? study is liya nahin kar rahi kay mujhe say ab subha nahin utha jata lazy hain kya luzy hoon maghar jab kaam karna hota hai to kar bhi lati hoon lekin zeest kehti hai kay mujhay say ziyada luzy koi nahin ho ga magahr ha hai nahin :p parhayee men dil nahe lagta ? haan khuch ye bhi hai ab parhyee main dil bhi nahin lagta kyoun kay chor de hai is liya ab mood khuch ban nahin raha ghar kay kon say kaamo'n main kon sa kaam shock say karti hian aur kon say kaam karnay main jan jati hai ? jee koi bhi kaam shock say nahin karti kyounkay mujhay koi kaam karna passand nahin hai is liya sab kaamo'n say mari jan jati hai Ya Bachon wali harkateen kab khatam hongee is main bachon wali kon se baat hai ab nahin kyua khabi to main kya kar skahti hoon Mashllah sa 20 sal ke hogye ho paina je Zimadari lena kab sekhoo gee or seekh loon ki jald hi InshAllah fikar na karo aap or budi ho kar kyon karna hai kyon main na jootay khanay hian :p aapni koi achievement jiss par fakhar ho ? jee nahin ase koi baat nahin hai jiss par fakhar kar sakhon kiss kisam ka music suna passand karti hian ? jiss mood hisab say hai sab khuch khabi fast or khabi light sunnay ko dil chahta hai :p kiss kisam ki kitaabein shock say paarti hian ? jee ziyada tar to dugest parhti hoon or poetry ki books bas or to ziyada khuch nahin aapni then achi or then buri aadatein batain ? jee to khasa muskil kaam hai ye to aapni taref or phir tnaqeed sab say pehlay achi aadtein 1 . reham dil hoon 2 . sab ki baat man lati hoon 3 . kissi ka dil nahin dukha sakhti or buri adatein 1 .ghar ka kaam nahin karti 2 .soti hoon buhat ziyada 3 .non stop talker ( baqool anila kay ) aap ki sab say bari kaamzori ? main kissi ko inekar nahin kar skahti kissi bhi baat par or aapni is adat say main kasi tang bhi hoon zindgi main kiss cheez ya shaks ki kaami mehsoos hoti hai ? appnay abu ki kaami mehsoos hoti hai pershaani ya depresstion main kya karti hian ? jee khuch nahin karti bas so jati hoon ja kar khushi ka izhaar kiss tarah karti hian ? buhat ziyada khush ho kar or buhat sara bol kar or celebrate kar lati hoon :p tanha'ee main kya khayal aksar ata hai ? bhi buhat saray khayal atay hian kya kya batao'n :p aapnay baray main koi jumla jo hamesha yaad raha ho ? aur aik jumla jiss ko suunay ki arzoo ho ? asa to koi jumla nahin hai or na hi mujhay yad hai or na hi koi baat sunnay ki arzoo hai:p koi geet ya nazam sunyein jo aap ki aakasi karti ho ? jee nahin asa to koi nahin main samjhti to maray par ho baatuni hai ya kumgo ? jee bolti hoon buhat maghar sirf un logo'n say jin ko main janti hoon kissi nay banday say bilkul baat nahin karti aghar aapni moth la aik din ilm ho jay to kya 10 kaam karna chahein gi ? wassay main na to khabi socha hi nahin is baray main to bilkul bhi nahi khair ye kaam kar loon gi 1 kay un sab logon say mafi mang loon gi jin ko khabi main na khuch gahlat keh dea ho aapni 2 Maa say mafe mang loon gi 3 namaz paarho'n gi 4 Allah tala say aapni ghaltio'n ki mafe mangon gi 5 or khuch asa kar loon shaid jo maray bad mujhay yaad kar lain log achay lafzo'n say bas jee or khuch samjh nahin aa raha or kya kaam akro'n gi kiss cheez say sab say ziyada dar lagta hai ? mujhay janwaro'n say sab ziyada dar lagta hai or koi asa kaam karna say darti hoon jiss say Allah tala naraz hon [/color] hallagulla say kiss shakisyat say millnay ka ishteyaaq hai ? basit bhia say meeno awais maham or adnan say millnay ko dil karta hai naz say to shaid main mill hi loon aap ki zindgi ka khoobsurat tareen hisa ? asa koi hisa nahin hai jo buhat khoobsurat ho zindgi ka nakhushgawar lamha share karian ? jiss din maray abu ki death hoi the school ya collage ka koi mazardar waqiaya sunyein ? jee abhi koi bhi nahin yaad aghar aapni zindgi main wapis ja kar khuch badlney ka moqa milla to kya badlna chahein gi ? jee nahin kuch bhi nahin badlo'n gi jasse hoon wassay hi theek hoon hallagulla kay baray main khayalat ka izhaar karein ? sab khuch buhat acha hai or sab log bhi bas ithna hi khao'n gi ![]() aap k kis sun mein paeyda howi thein oops sorry bhool gaye the 1982 aaP ke unho ka naam ![]() jee baher zaman butt hai :p aapki rukhsati kab hogi ? khair abhi nahin hai or pata nahin kab hai :p aap ko hasil-e-zeest aur bheegi shaam ki cousin bana kaisa lagata hai... jee acha lagta hai kyoun kay dono buhat achi hian is liya acha hi lagta haiaur in hasilu ke ghur jaa rahi hein ... kya aap ko nund gund pe yaqeen hai ... hmm jee hasil ka ghar jana hai abhi ja nahin rahi :por is main yaqeen na karnay wali kon se baat AAP KO KYA LUGTA HAI HASIL KAISI NUND SABIT HOONGI ;;) or hasil achi nand hai ( bai hai ye tumharay liya abhi tak to :p) nahin such main achi hia wassay ![]() Amna jaldi se bataoo ye tum her reply kai sath " :p" kiyun dalti ho... KOi RAaz is liya k ab is ki adat ho gaye hai kissi waqat main ye na karon to mujhay khuch missing lagta hai ios liya :p ZARA DAIR KO SOCHOO ........ /thinking CHANDNI RAAT HEY /blush /blush SAMANDER KA KINARA HEY TUM HO OR TUMHAREY WOH HEIN OR ACHANAAK SAY SAMNEY SAY KIO JANWAR AAJEY /mad1 /mad1 TO KIA KAROO GII ...? khair abhi na bola hai mujhay janwaro'n say buhat dar lagta hai tum jan kar asa question kya hai zahir hai byhosh ho jao'n gi ya phir bagh sakhit to bagh jao'n gi :p MEN KAL KIA PAKAAON tum na kal kya pakna hai ab is baray main mein kya khao;n chalo asa karo mari passand ka khana bana lo lekin wo kilana mujhay bhi paray ga sahi hai na chalo theek hai ab tum joa kitchen main or baryani banao Shadi Love Marriage hai ya .... arrange marriage hai jee aap ka un ka naam or wo kya kartay hian ? jee us ka baher hai or job kartay hian Agar Ek Angel Aaye Aur Koi Ek Wish hoto kiya hogi /flowers pata nahin khabi socha nahin hai main na or wassay hai mara khayal hai koi hai bhi nahin Muhabbat ... kiya Husool-e-Yaar hai .. Explain your thoughts ?? mohabbat kay baray main khuch nahin janti is liya khuch keh bhi nahin skahti Agar Ghazlain Pasand hain to .. koi bhi apni pasand ki 2 Ghazal Likho 2 to buhat muskil hai bhi aik likh dati hoon khushi milli to khushiki taraf nahin dekha tumharay bad kissi ki taraf nahin dekha wo jiss ka chehra nigaho'n main raks karta tha bichrtay waqat us ki taraf nahin dekha main asa mahave howa tera rasta taktay tamm omar gari ki taraf nahin dekha kissi say rabta wafa jortay howay mari shikista dilli ki taraf nahin dekha bacha to laye the kachti ko moj'e tofan say phir us ka bad nadi ki taraf nahin dekha tumharay phool say chehray ko jab say chooma hai kissi bhi shock kali ki taraf nahin dekha tamam omar nazar main raha tumhara kocha kay hum na appni gali ki taraf nahin dekha HG pai Kin kin Members sey Ziyada Baat Cheet hoti hai aur Kinsey milna Pasand karoogi ?? jee buhat saray logo'n say baat hoti hai kis kiss ka baato'n Agar HG ke kisi Member ki Pitayi karney ka Mooqa miley to kis ki karoogi PM ko chor key kissi ki bhi nahin karo'n gi sab buhat achay hian wasay soch rahi hoon tumhare kar doon jassay tum na question kya hian us say pitayi hi ho sakhti hai tumhare :p PM ki Administration key liye koi Personal Peghaam ?? Koi Dua.. I mean unki Efforts key unhooney yeh jaga Provide ki ?? bataw hmm bas buhat achi hai ye sab or un ka thanx bhi or dua jo hai na wo kissi ko bata kar nahin ki jati is liya wo main nahin bata rahi:p Agar kisi Ek Din HG na Aasakoo To Kaisa Feel Hota hai hmm khuch missing lagta hai jassay aaj kay din khuch bhi na mainna kya ho bas :p HG par Sabsey borey day ?? je koi bhi nahin mujhay hg main khabi koi din bora nahin laga balkay yahaan har din acha hi lagta hai har roz yahaan aa kar CHOICE SINGLE BEST ANSWER 1 . AGHER TUMHEIN KISI WERAN JAGHA PER BEJHA JAEYY TO KISEY SATH LEY JANA PASAND KARO GII A-MEENO /blush B-LOWKII /blush C-MUJHEY /blush 2-KOUN ZIADA KHOOF-NAK HEY ...? A-ADEEL BHAI /jin B-BASIT BAHI ;) C AWAIS BHAI /cig hmmm tum ko lay jaon gi theeno'nm option main tum hi ho is liya kissi or ka bhi naam lati to shahid kissi or ko bhi lay jati:p or male main un theno'n ko lay jaon gi akhir enjoy bhi to karna hai na :p B. sorry kaki main na to ghour hi nahin kya ab main is main kya kaho'n theeno'n maray bhai hian meeno ki to aqaal gass charnay gaye hoi hia aaj kay din bhi or sath main awais or adeel jee ko hi dekha hai basit bhai ko dekha bhi nahin howa khair bhi theno buhat achay hian un main koi bhi khofnak nahin hian meeni baz aa khabardar ab ki bar koi aasa sawal kya to /hammerName ka matlab batyee hmm naam ka matlab hai amanat dar ya amin ya is tarah ka hi khuch or bhi hai wo abhi mujhay yaad nahin hai App ka ya name kis na rakha or naam mari dadi na rakha tha yeh nick kya tumhara Asli naam hay .. agar nahin hay tu kyun nahin hay aur agar hay tu kyun hay .. /thinking hmm abrali ye mari asli naam hai is liya hai ka bas mujhay aapna naam aik to buhat passand hai dosray jis din main na ya ana tha baji peshawar chali gaye the or main na ghalti say bhi khuch appna naam yahaan likh dea tha jiss ka mujhay koi afsoos bhi nahin hai kyounkay mujhay appna naam waqai buhat passand hai amna tumharay naam kaya song dedicate karoon... /loser/loswer /frog koi bhi nahin main na kon sa aap ki awaz bhi sun lani hai sath main :pis lia kya faida :p Shadi ka name sa itna chir kyon jati hain app 5 Reasons likhyee ok bata dati hoon 1 pardase jana paray ga 2 bhi shahdi ho jay gi is say baray dukh ki or kya baat ho gi /sad 3 or adi samjh nahin aa raha kya khao'n such main bilkul do bata to de hai ithna kafi hai nan plz jaldi say yeah bataoo.. yeah Butttttttttttttttttt tttttttttttttt khanay kay mamlay mein innay badnaam kiyon hain.... /@@ ye aap say kiss na keh dea or aap na kon say butt dekh liyay hian main to ase nahin hoon abhi bhi aik cup chai ka hi pee kar yahaan abti hoi hoon kam karna pasand nahe hai is lya moti hogye ho /moti /jin pehlay ye to moti koi nahin hoon main sirf subha uthne ka lya studies continue nahe keen /angry haan na ab nahin utha jata to kya kar skahti hoon ahannnnnnnnn yani lazy bhee aur jab mar pittee hai to kam sahm bhe kar lete hoor ithni bhi luzy nahin hoon or na mar parti hia khabi dil laga kar parha bhee hai ka nahee? bachpan sa ajj tak haan na bachpan main to to kasa dil laga kar paarti the or har waqat paarti the phir us ka bad pata nahin kya dil hi nahin ba lagta Abhee Bhege sham je ayen ge to confirm hojaye ga ho ka nehe bheegi shaam kassay confirm karaygi jab main khud bata rahi hoon to or wassay shaam main ay gi ok pooch lana us say Fast mood hota hai to Fav songs likheen slow hota hai to us ka fav songs likheen sad hota hai to us ka fav songs likheen pure nahe sirf aik do lines /jin hmm adnan such main yaad nahin aa raha sad bata dati hoon sheti na koi snadase janay wo kon say dase jahaan to chali gaye or nusrut fatah ali kay achay lagtay hian bas or fast koi bhi nahin yaad is time such main bilkul Agar kisi LADKI se Dosti kerni ho to kaise ki jaay? bhi mujhay to khuch pata nahin hai aap na jiss say dosti karni hai us say pooch lo kay karo gi kay nahin agahr wo haan kehti hai to theek wara aapni rah lo :p aap kis terhaan ke logon ki company mein khush rehti ho?? aapnay dosto'n ki company main hi khush rahti hoon ya apnay gahr walon kay sath bas :p ..SUB SE ACHA KIYA PAKATI HOO ? khuch bhi nahin mujhay koi cheez bhi pakani nahin ati AMI SE DANT KIS BAAT PER PERTI HAI TAFSEL SE BATAYO OR DANT PERNE KE BAD TUM KIYA KERTI HOO ROTI HO KIYA ? hmm aami say dant net par ziyada batnay par pharti hai or karna main na kya hai chup kar jati hoon ya appnay kamray main so jati hoon bas apnay kamray main chali jati hoon or phir baat nahin karti kissi say KISI KAM KO DIL NA KARE TU KIYA BAHANA BANATI HOO ? bahna nahin banti bas inkar kar dati hoon or kaaam ziyada yehi hota hai batran dona or us say inkar kar dati hoon :p .JAB KABHI MOOD KARAB HO TU KIYA KERTI HOO ? khuch nahin chup kar kay bat jati hoon kissi ko ziyada bulati nahin hoon :p .AGER KISI SE LARIYE HOJAYE TU KIYA MANATI HOO YA PHIR NARAZ HE REHNE DETE HOO ? nahin khosis karti hoon wo man jay naraz rehnay nahin dati main buhat tense ho jati hoon bhi aghar koi mujhe say naraz ho jay SUB SE ACHA KAUN LAGTA HAI DUNIYA MAIN ? aapni Maa sab achi lagti hai .KISI KO MARNE KO KABHI DIL KERTA HAI KE YEH INSAN MERE SAMNE AJAYE OR MAIN ISE MARO ? haan bhi buhat ziyada khabi wassay ziyada ghussa mujhay aapnay chotay bhai par hi ata hai or kissi par kaam hi ..SUNA HAI TUM BHOT MOTI /mota HOO ISKA RAZ KIYA HAI ?HAHAHA MAINE BHI MOTA HONA HAI ISLIYE POCHA HAI..... tum say kiss na keh dea hai main buhat moti hoon or tum na moti ho kar karna bhi kya hai /hammer AGER KOI TUMHE TANG KARE TU TUMHARA RADE AMEL KIYA HOTA HAI ? main ghussa main bhi aa jati hoon mujhay wassay ziyada to koi tang karta nahin hai aa ja kar maray bhai hian wo thoaray satatay hian bas or koi nahin chotay say lar lati hoon baray ko khuch nahin kehti .ZINDAGI SE KOI SIKWA HAI TUMHE ? nahin koi sikwa nahin kyounkay mujhay shikwa karna passand nahin hai wo kissi say bhi kyon na ho :p aap ki sab say favourite web site other than halagulla.net and all concerning to this web site... just type down three best onez! nahin jee main sirf hallagulla main hi hoti hoon is liya yehi sab say fav hai ![]() Poetry ke kon se kitab last parhe thee or last to arshad malik ki phari the kis ke poetry pasand hai or kon passand hai buhat saray achay lagtay hian parveen shakir , inshah jee farat abbas shah or bhi buhat saray achay lagtay hian Is silslee men khabi kisee sa mashwara kya khabi kisee sa madad mangi kabhi kisee sa sugestion le is waja sa nuqsan bhee hoye honge ? han ya nahee ya adat chotee gee ka nahee /hammer nahin kissi say khuch nahin poochti tab hi nuqsan uthati hoon or abhi khan choti hai tum na dekha nahin kya is sa pershani khatam hojate hai nend sa uthne ka baad wo baad yaad nahe rahte kya? nend na ayee to? nahin yaad to rehti hai magahr phir bhi thori dar kay liya kalasi ho jati hai agahr neend na aay to tab bhi appnay kamray main hi rehti hoon Agar aap dugest parthi hain to aapki favourite writer kon hain...aap kya kiran, shoaa wagera parti hain.......... or fav writer umara amhed riffat siraj shazia chu ye buhat passand hiann ![]() bhat zidya khush kis tarh hote hain itna zyda kis sa bolte ho buhat ziyada bolti hoon or bawool anila ka non stop talker hoon bhi zahir hia gahr walon say bolti hoon kis tarah celebrate karte ho or cele asay karti hoon khuch appnifav chez mangwa kar sab kay ash karwa date hoon bas asay hi karti hoon khabi khud na asa koi kam kya jis per khuse hoye ho /hah or buhat ziyada khush kassay hota hia banda bas main buhat ziyada hasti hoon wassay to har waqat hi hasti rehti hon magahr tab to khuch ziyada hi Mota khane sa app chir jate ho ? kyon ? ya jumla akser sune men ata hai Amna moti hai to kya ya baat hamesha sune ko nahe milte kya ? hmmm ye moti sirf anila mujhay kehti hai ya ab naz or to wassay koi kehta nahin hai is liya bhi mujhay yaad nahin raha or na hi karnay wali baat hai or chir is liya jati hoon ka ye dono is kay ilwa baat nahin shoru karti aap ka aim of life kya haiy? or to khuch nahin jee bas ye hai ka haj karon ![]() aap ko ghar main kis naam se bulate hain? ziyada tar to amna hi sab kehtay hian bas choti behan hai ya aik baji hai wo aama ya aam kehtay hian ye mammo hian wo aamo ya aami kehtay hian koy aik khwahish jo aa pchateen ho k poori ho jaey? jee bas haj karnay ko dil chahta hai agar aap k paas jadoo ka charagh ajaey to kya wish karan geen? khuch bhi nahin :p aap ki fovourite personlity? aapnay abu ki bas favourite singer? nusrat fatah ali classical music ka pop? classical music aagar aik din k lye president banadya jaeu to kya kya karan geen main pehlay to bano'n gi nahin agahr abn gaye to khuch bhi nahin karo'n gikyoun kay aik din main khuch bhi nahin hota aap ki aik buri aur aik acchi aadat? mari achi adat bhi yehi hai or buri adat bhi yehi hai ka main har aik ki baat man lati hoon byshak wo ghalat baat kyon hi na karay kis baat pay gussa aata haiy? har gahalt baat par ghussa ata hai future plans? jee khuch bhi nahin bas shahdi ho jani hai kabhi saccha pyaar kya?(sachi batana jee nahin khabi nahin wassay aap mujhay aik baat batao sucha pyaar kay ilwa bhi koi pyaar hota hai :p Aaurt ka kon say roop aap ko paasand nahin hai ? je show off karnay wali aarut achi nahin lagti showbiz ki specially /@@ ghar main sab say ziyada kiss say banti hai ? jee bara bhai hai us say baanti hai kissi kitaab ka koi ikhteybaas jo yaad reh gaya ho ? jee abhi to koi bhi nahin yaad hai aapnay behtreen dost kay abray main khuch baatian ? jee kya baato'n us kay baray main hallagulla ki kiss shaksiyat say inspire hain ? jee basit bhai say hoon maghar is kyon ki waja nahin pata mujhay :p aghar aap ko kaha jaye aap sirf aik make up kijiye to aap kia make up karein gi ? bhi to make up hi nahin karti is liya koi faraq nahin pharta mujhay byshak sara hi mana kar lo aghar aap ko koi faisla karna hai aur dil-o-damghe main jang ho to kiss ki baat manein gi aur kyon ? jee jo faisla sab sahi ho ga wohi man loon gi ab wo dil ka ho ya damghe ka aur kyon is liya kay sab sahi jo wo batay ga is liya khabi asa howa sab kay hotay howay tanha'ee nay ghair liya ho ? agahr haan to kya mehsoos hota hai ? hmm aksar hota hai kay sab kay hotay howay bhi tanha'ee hi lagti hai phir dil chahta hai bas yahaan say chali jao'n yahaan ye sab yahaan say chalay jaein :( koi asay zindgi main jiss kay bina zindgi ka ehsaas namukamal lagta ho ? nahin asa to khabi nahin laga koi asa sawal jo aap chah rahi hon koi na poochey ? nahin jee asay to koi sawal nahin hai khuch bhi pooch lo ghussa kab ata hai aur kin baato'n par ata hai ghussa ki halat main kya karti hian ? ghussa ata hai or buhat ata hai gahlat baat par ghussa aa jata hai or jab mari baat koi sun na raha ho tab ata hai or ghussa main ya to chup kar jati hoon ya appnay kamray main chali jati hoon or so jati hoon :p school ya collage ka koi mazaydar waqia? mujhay ko abhi koi bhi nahin yaad :p kya ishq kay bagar zindgi aadhori hai ? is baray mian mein kay khao'n suna hai bas kay haan aadhori hai bas is say ziyada nahin khuch keh skahti qudarti nazaro'n main sab say ziyada kya passand hai ? sab khuch acha lagta hai aapnay aap ko theen lafzo'n main beyaan karein ? mian buhat achi hoon apnay aap ko 10 saal bad khan kara dekhti hia ? agaly sans ka pata nahin hai aap 10 saaal ki baat akr rahay hian khair aapni family main :p aik naghma jo aap aksar gungnati hian ? main to buhat saray ganay gati hoon kiss kiss ka batao'n aghar aap ko 3 khawaisho'n wala jin mill jaye to kya khawaishein mangein gi ? jee khuch bhi nahin mango'n gi Allah ka shukar hai maray pass sab khcuh hai maray pass aapni passandeeda film , film star aur agan baatein ? film to buhat sari achi lagti hian or film star to koi bhi nahin or gana bhi buhat saray achay lagtay hian kya aap aapni zindgi ya hallat say mutmaaein hian ? jee buhat mutmaaein ho mujhay aapni zindgi say koi shikwa nahin hai ![]() jazbo'n ka izhaar karna asaan lagta hai kay muskil ? jee buhat muskil lagta hai buzurgo'n ki kon se adat buri lagti hai ? jee koi bhi nahin sab achi hian aap ki nazar main mohabbat kya hai ? mohabat buhat muskil hai is kay baray main kehna kyoun kay main to janti hi nahin hoon mohabat kya hai is liya kya khao'n :p agahr aap ki jasoosi par kissi ko lagaya kaye to aap ki shaksiyat kay baray main pehlay inqshaf kya ho ga ? hmm main kaam nahin karti bas yehi mari buri adat hai or to khuch nahin :p Islam ki kiss had tak peravi karti hian ? bas jee namaz phar lati hoon or to main bari gunaygar hoon hg kay dosto'n kay naam koi paigham ya nasihat ? nahin jassa hai sab khuch sahi hai main na kya kehna hai bas sab khcuh raho wo tumhara dost kasee bani? kya wo tumhara school ke dost hai us ka kitne bhai bhan hai tumhara ghar sa kitne door rahte hai pedal ka rasta hai ya gari ka pedal hai to kitne der ka aur by car hai to kitne der ka us ke DOB kya hai us ke last B.Day per us ko kya dya tha us na tumhare last b.day per kya dya tha aur pochon kya? khair mari dost collage main bani the aik to or jiss ki shahdi ho gaye hai wo school ki hai school wali gahr main jati the maghar is kay gahr khabi agey nahin kyounkay main khai nahin jati is liya or us ki date of birth 1 jan hai :p (khuch yaad aya is par tum ko adi ) or gift kya dea tha mujhay ab yaad nahin hai or us na mujhay shahid dairy de the or card or aik or pata nahin kya tha or kya batao'n bas ithn kafi hai :pmara khayal hai :p .. How Do u take surprises ? ....achay surprises , I mean Good surprises per Apka reaction kaisa hota hai ? hmm to buhat khush hoti hoon khuchh heraan or dar sara khush Have U made and met a friend at Hg ?... if yes to Apko kaisa laga ? jee abhi kissi say nahin milli chupkay say meray kan main mujhay koi bohat ahcha sa gana suna do ok chand chupa badal main sharma kar mari janaaa koi aisa lumha jub aap ko shurmindagi uthani puri ??? ??? ??? buhat bar asa howa hai jee
__________________ ![]() |