Welcome shelkome

Kasi hain khatoon app
innay arsay app kidher gayeb thee

hum nay app ki Gumshudgi ki report bhi derj kerwayi thee :-s
khair ab to u aa hi gayin hain
Ho sakta hay may u ko janti hun me ki yadashat jaan phechaan may thori kam hay :-ss u ko pata hay kia k may u ko janti hun ya nahi

waisy may shela ya handsome say bhi pooch sakti hun ye ;;)
Khush raho