Ik Baat Kahoon gar sunte ho! | | Ik Baat Kahoon gar sunte ho
Tum mujh ko ache lagtay ho
Kuch chanchal say,kuch chup chup say
Kuch pagal pagal lagtay ho
Hamain chahnay walay aur buhat
Par tum may hai ik baat buhat
Tum apnay apnay lagtay ho
Ik baat kahoon gar suntay ho
Tum mujh ko achay lagtay ho
Yeh baat baat pay kho jana
Kuch kehtay kehtay ruk jana
Yeh kis Uljhan may rehtay ho
IK BAAT KAHOON GAR SUNTAY HO
"TUM MUJH KO ACHAY LAGTAY HO"
__________________ Na tha kuch tu khuda tha,
Na kuch hota tu Khuda hota,
Daboya Mujh ko hone ne,
Na hota main tu Kya hota!
Last edited by Aisha Baig; 05-09-2008 at 09:39 PM.
|