It seems that you are unregistered. Please register with us by clicking Here, or if you are already registered login here
Welcome to Urdu Community & Poetry/Shayari Forum
This is a discussion on jhonkaa idhar na aaye nasiim-e-bahaar kaa within the Ameer Minai forums, part of the Poet A - E category; jhonkaa idhar na aaye nasiim-e-bahaar kaa naazuk bahut hai phuul charaaG-e-mazaar kaa phir baiThe baiThe vaadaa-e-vasl us ne kar liyaa ...
| |||||||
| Poetry | Video | Photo | Books | Games | Sites | Register | Groups | FAQ | Calendar | Mark Forums Read | Chat |
|
#1
| |||||
| |||||
![]() jhonkaa idhar na aaye nasiim-e-bahaar kaa naazuk bahut hai phuul charaaG-e-mazaar kaa phir baiThe baiThe vaadaa-e-vasl us ne kar liyaa phir uTh kha.Daa huaa vahii rog intazaar kaa shaaKho.n se barg-e-gul nahii.n jha.Date hai.n baaG me.n zevar utaar rahaa hai uruus-e-bahaar kaa har gul se laalaazaar me.n ye puuchhataa huu.N mai.n tuu hii pataa bataade dil-e-daaG_daar kaa is pyaar se fishaar diyaa gor-e-tang ne yaad aa gayaa mazaa mujhe aaGosh-e-yaar kaa hilatii nahii.n havaa se chaman me.n ye Daaliyaa.N muu.Nh chuumate hai.n phuul uruus-e-bahaar kaa uThataa hai naazaa me.n vo sarahaane se ai 'Ameer' miTataa hai aasaraa dil-e-ummiid_vaar kaa ![]() Last edited by Aisha Baig; 05-17-2008 at 11:10 PM. |
![]() |
| Bookmarks |
| Thread Tools | |
| |
Similar Threads | ||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| ho.nTho.n pe kabhii un ke meraa naam hii aaye | Aisha Baig | Ada Badayuni | 1 | 07-20-2008 12:32 AM |
| chaman main jab bahaar aaye | Shab-e-Tanhai | Ashaar - Misc | 13 | 02-28-2008 09:35 AM |
| Jab bhii hansne k zamane aaye ... ! | bailamos_ | Ghazal | 13 | 12-08-2007 08:25 AM |
| Ho.nTho.n Pe Kabhii Un Ke Meraa Naam Hii Aaye | saadijani | Ghazal | 8 | 10-18-2007 11:55 PM |
| ho.nTho.n pe kabhii un ke meraa naam hii aaye | tauseef_khan | Ghazal | 5 | 06-06-2007 09:25 PM |