AURAT**wojood_e zan sey hay tasweer_e qainaat main rang** | | wojood_e zan sey hay tasweer_e qainaat main rang
isi k saaz sey hay zindagi ka soz_e dadroo.n
sharf main barh k suraiya sey musht_e khaak is ki
k har sharaf hay usi durj ka dur_e maknoo.n
muqalamaat Falatoo.n na likh saki lekin
isi k shoaley sey tota sharar_e Aflatoo.n
__________________ hai zindagi sey nibah mumkin!!!!
Main zindagi sey nibha rahi hoon
Hai us nay pocha udaas ho tum!
main tunziya muskura rahi hoon Shagufta Basit
Last edited by Aisha Baig; 05-14-2008 at 03:26 PM.
|