Maira"aj | | dey walvala_e shouq jisey laz'zat_e parwaz!
kar sakta hay wo zarra mah_o mehr ko taraaj
mushkil nahi yaraan_e chaman ! moa'arka_e baz
pursoz agar ho nafas_e seena_e darraj!
nawak hay musalmaa.n! hadaf is ka suraiya
hay sar_e sara parda_e jaa.n nuktaa_e maira'aj
tu moa'niy_e vn'najm na samjha tu ajab kya!
hay tera maddo jaz'r abhi bhi chand ka mohtaaj
__________________ guzar hi jay gi terey baghair bhi laikin
bohat udaas bohat sogwaar guzre gi
Last edited by Aisha Baig; 05-14-2008 at 02:28 PM.
|